Hr rat us sy milny ki aadat si ho gaiphr rfta rfta os sy muhabat si ho gai
shayed ye taza taza judai ka tha aser
hr shakal yak baek tari sorat si ho gai
ik nam jhilmilany lga dil k tak pr
ik yad jesey baesy rahat si ho gai
khud ko sja snwar k rkhny ka shok tha
Phir
_____________
Teri Ibtida Koi Or Hy
Teri Intiha Koi Or H
Teri Bat HumSe Hui To Kya
Teri Soch Mai Koi Or Hy
Hame Shouq Tha Bari Dair Se
K Tere Sharek-e-Sfar Rahain
Tere Sath Chal k Khabar Hui Tera Rasta Koi Or Hy
Tujhe Fikr Hy k Badal Dia Muje Gardish-e-ShAb-o-Roz Ne
Kabhi Khud Se b To Sawal Kr
Tu Wohi Hy Ya Koi
_____________
Ye guzarish hai faqat muj pe meharbaan raho
Tum kisi aour ko dekho tu bura lagta hai.
Meri chahat ka taqaza hai mere saath raho
Haath jo gair ka thamo tu bura lagta hai.
Ye tamanna hai tere har roop ko har pal dekhoon
Tum mere paas se uthu tu bura lagta hai.
Roz-o-shab aaj b parwa hai tumhari muj ko
______________
Zara tham tham k barsa kar
abhi itna na rotha kar
Abhi to dur hai manzil
Abhi khud ko na tanha kar
Teri ankhen smandar hen
Samandar ko na sehra kar
Mera dil doob jata hai
Mujhe ase na dekha kr
Hawa mujh se kahe pagal
Na yun raston me betha kar
Wo 1 din chor jaye ga
Usay itna na chaha kar
____________
Wo Mujh Se Yehi Pochti Ha
Kiya Hum Kabi Mil B Pain Ge.?
Usey Main Sirf Itna Kehta Hon
Qismat Pe Yaqeen Main Nahi Karta
Magar..!
Hamesha Pur Umeed Rehta Hon
Tum Wesa Hi Karna Jaisa Mein Kehta Hon
Khawab Jo Dekhain Hain Wo Tabeer Pain Gey
Agar Lagan Sachi Ha
To Hum Mil Hi Jain Gey
____________
“MUJHE AWAZ DE LENA”
Kabi jab ankh chalke tu
Kabi jab dil na sambhle tu
“MUJHE AWAZ DE LENA”
Kabi jab dor ho koi,
BOhat majbor ho koi,
Koi awaz na de tu,
“MUJHE AWAZ DE LENA”
Koi ansu na ponchE tu,
Koi hansne se roke tu,
Koi tumko sataye tu,
“MUJHE AWAZ DE LENA”
____________
Tu apne fun se meri chahat ko aazma k dikha
Main TooTa hun tu phir se mujhe bana k dikha
Tere badan me lahu ban k doRta hun main
Tujhe anaa ki qasam hai mujhe bhula k dikha
Main itne dard me bhi qeh’qahay lagata hun
Tu ek dukh me mujhe sirf muskura k dikha
Tujhe to main ne hamesha manaya
____________
Jitna B Behak Jaye Insan To Rehta Hai,
Har Lamha Sanbhalny Ka Imkan To Rehta Hai.
Sadiyon k Marasim ki Apni Hai Jaga Lekin,
Dum Bhar Ka Ta’aluq B Pehchan To Rehta Hai.
Dum Torti Yaadain Hon Ya Khwab Preshan Se,
Kuch Pas Mery Us ka Saaman To Rehta Hai.
Ek Umar K Jab Rishtay Lamhon Mein Bikhar Jayen,
Aankhain To Barasti
____________
Yeh jo lamhey Guzar gaey tum Bin…
Tum ne pocha Hai kis tarha se Guzrey hain ?
Tum ko malom Nahe hai jana..
Dukh ki is
Hijr-zda shab ki Jalan,
Dil pe rakhi woh Sabr ki salaib..
Roh mein utra Woh jankuni ka Azab..
Jism mein phailti Aziat ab.
Shab ki tanhai Mein ghut ghut K..
Lafz martey Rahey jab Merey Sab.
Khwab sab kho
___________
Tal’luq toot jayega mera saray zamane se
Mere apne khafa honge tumhain apna banane se
Tumhare saath rehne se mujhe taskeen milti hai
Boht takleef hoti hai tumhare durr jane se
Mere ghar ko jalaa dena magar yeh zehan main rakhna
Ujalaa mil nahi sakta kisi ka ghar jalane se
Hamari jaan jaigi to phir jaan jaoge
K hasil kuch nahi hota
____________
Tujhy roz daikhun qreeb sy,
Mery shooq bhe hen ajeeb sy,
Men ny manga hy duaa mai tujhi ko bs,
Apny RUB or us k HABEEB sy,
Meri ankh main bhi hy aajzi.
Mery khwaab bhi hen ghreeb sy,
Mery sb dukhon ki dawa ho tm,
Mily kia sakoon phir tbeeb sy,
Men buhat khush hon jor k
Nseeb apna tery nseeb sy
____________
“Kabhi Chahogy to Chahat Se Bulaenge Tumhe,
“Dard-e-Dil Hota Hay Kia Ye Dikhaenge Tumhe,
“Mohabat Hoti Hay Kia Muhabat Ker K
Dekh Lena,
“Phir Mare Paas Aana Kuch Or Bataenge Tumhe,
“Kabhi Na Aaen Ankh Mein Anso to Aisa Kerna,
“Ek Sham Mare Paas Aana Buhat
Rulaenge Tumhe,
“Her Pal Rahogy Bechain Muhabbat
May,
“Khayal Ban Ker Pal
Pal Sataenge Tumhe,
“Pochtay ho Jo Zinda Rehne Ka
Sabab”
“Chalo
____________
Hr bar mujhe zakhm-e-Judai na dia kr
Gar mera nahi to mjhe dikhai na dia kr
Such jhot ho jata ha Teri ankhon se zahir
Ksmen na utha itni safai na dia kr
Me janta hon k Tu rhta ha ub mujh se gureza
Pas aa k muhabt k dohai na dia kr
Ik bar jo ur jain to aata nahi.
TO SEND IT ON ANY NETWORK IN PAKISTAN CLICK ON THE LINK
http://www.yaaad.com